Roman script

hasti apni habaab ki si hai

hasti apni habaab ki si hai 

ye numaish saraab ki si hai

ye numaish saraab ki si hai

hasti apni

najuki uske lab ki kya kahiye 

najuki uske lab ki kya kahiye 

pankhdi ek gulaab ki si hai 

pankhdi ek gulaab ki si hai

hasti apni habaab ki si hai

hasti apni

baar baar uske dar pe jata hu

baar baar baar baar baar uske dar pe jata hu

haalat ab is taraab ki si hai

haalat ab is taraab ki si hai

hasti apni habaab ki si hai

hasti apni

mir unneem baaj ankhon me

mir mir mir unneem baaj ankhon me

saari masti sharaab ki si hai 

saari masti sharaab ki si hai

hasti apni habaab ki si hai 

ye numaish saraab ki si hai

hasti apni habaab ki si hai

hasti apni

Explore this song