Roman script

aaja re saajna

meri preet pukare aaja re

hanste ho taaro tum

hanste ho taaro tum kisi ka pyar rota hai

mera sansaar rota hai

hanste ho taaro tum kisi ka pyar rota hai

mera sansaar rota hai

tumse bichhadna hai to phir kaise jeeyenge hum

tumse bichhadna hai to phir kaise jeeyenge hum

aansu zehar se kam nahi kaise peeyenge hum

haye kaise peeyenge hum

dukhta hai dil jiska wo sau sau baar rota hai

mera sansaar rota hai

hanste ho taaro tum kisi ka pyar rota hai

mera sansaar rota hai

chanda pe daali raat ne taaro ki varmala

chanda pe daali raat ne taaro ki varmala

kismat ne meri maang ko kaanto se bhar daala

haye kaanto se bhar daala

muska raha chanda mera singaar rota hai

mera sansaar rota hai

hanste ho taaro tum kisi ka pyar rota hai

mera sansaar rota hai

Explore this song