Roman script

han ao yaron a jao is pal mein dekho ab hum sabhi

ruke ruke se jara hai yeh kadam 

jana jana kahan hai yeh jane na hum

chutenge sare yar ye kaise hoga yar

rahega na yeh sath par yadein hongi sath

woh pehla pehla milna apna thoda jhagadana ladna

ai kash ho jaye hum hum yun 

rehte rahe sang sang sang sang ho

hasta la vista kaise kahe tumhe 

alvida yaron suno ke huwa dil fida

yad jara to rakhana han kabhi bhi hame bhul na jana

hasta la vista ho rahi hai rahe 

sab juda kehna hai jo bhi keh do jara

ho is pal yeh wajah to dekho inhe na gawana

keep doing your thing thing thing

kya kya kehna hai abhi baki 

there is much more its all of me

so much fun kitna pyar kitni dhup or dhamal

sabhi khatam huye yar everybody 

put your hands up hey hey hey

everybody put your hands up hey hey hey

hasta la vista kaise kahe tumhe 

alvida yaron suno ke huwa dil fida

yad jara to rakhana han kabhi bhi hame bhul na jana

hasta la vista ho rahi hai rahe 

sab juda kehna hai jo bhi keh do jara

ho is pal ye wajah toh dekho inhe na gawana

keep doing your thing thing thing

h a s t a la vista h a s t a la vista 

hasta la vista kaise kahe tumhe 

alvida yaron suno ke huwa dil fida

yad jara to rakhana han kabhi bhi hame bhul na jana

hasta la vista ho rahi hai rahe 

sab juda kehna hai jo bhi keh do jara

ho is pal yeh wajah toh dekho inhe na gawana

h a s t a la vista h a s t a la vista

Explore this song