Roman script

hasna gana mauj manana 

duniya se kya le ke jana

hasna gana mauj manana 

duniya se kya le ke jana

dil wale geet khushi gale

naino se nain mila le soch na matwale

jalta hai to jale jamana duniya se le ke jana

hasna gana mauj manana duniya se kya le ke jana

duniya me aa ke na pyaar kiya

dil na kisi ko diya jiya to khak jiya

isi sama ka band parvana duniya se kya le ke jana

hasna gana mauj manana duniya se kya le ke jana

jindagi ka kaun bharosha kare

ro ro ke kaun mare kahe ko aahe bhare

jindagi ka kaun barosha kare

ro ro ke kaun mare

chaar dino ka yaha thikana

duniya se le ke jana kahe ko aahe bhare

hasna gana mauj manana duniya se kya le ke jana

Explore this song