Roman script

hasino ko aate hai kya kya bahane

hasino ko aate hai kya kya bahane

khuda bhi na jaane to hum kaise jaane

hasino ko aate hai kya kya bahane

khuda bhi na jaane to hum kaise jaane

deewano ko aate hai kya kya bnahane

deewano ko aate hai kya kya bnahane

khuda bhi na jaane to hum kaise jaane

kabhi ruth jaana kabhi maan jaana

kabhi kuch na kahena kabhi muskurana

kabhi door jaana kabhi paas aana

kabhi hum pe marna kabhi bhaw khana

hume ye looti hai sonkhiyo adaao se

hume ye maarti hai mad bhari nigaho se

hasate hai hume ye chahto ki baato se

koi kaise bache inki karaari ghataao se

sang dil bekhabar aaye teere nazar

kabhi chuke na inke nishane

hasino ko aate hai kya kya bahane

hasino ko aate hai kya kya bahane

khuda bhi na jaane to hum kaise jaane

deewana banana bana ke mitana

hunar ye haseeno ka barso purana

dilo ko churana chura ke mitana

ye kissa deewano ka sab ne hai jaana

wafa ke naam pe loota hai bewafao ne

kiya barbad hame makhmali panaho ne

kiya ruswa jamane mein hume in mardo ne

diya hai dard humko to inhi bedardo ne

ek din hai yahaan ek din hai wahaan

roj inke naye ik thikaane

hasino ko aate hai kya kya bahane

hasino ko aate hai kya kya bahane

khuda bhi na jaane to hum kaise jaane

deewano ko aate hai kya kya bnahane

deewano ko aate hai kya kya bnahane

khuda bhi na jaane to hum kaise jaane

khuda bhi na jaane to hum kaise jaane

khuda bhi na jaane to hum kaise jaane

khuda bhi na jaane to hum kaise jaane

Explore this song