Roman script

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa  

aankhe mila baho me aa jine ka ye maza naya

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa  

ji rahe hai hum agar mar chuki hai zindagi

jidhar nazar mude hai udhar bhukh pyas bebasi

koi jiye koi mare humko kisi ki kya pade 

ye rat na pyase bhale aayegi phir na ye ghadi 

aankho se pi hotho se pi chhane de koi nasha naya

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa  

kon hai jo kar de yu tabah ghar garib ka

ye aadmi ka julm hai ke faisla nasib ka  

koi lute koi mite jal jaye chahe do jaha

milna hai to hum yu mile kuch bhi rahe na darmiya

aa dard ke saye me aa ye pyas dil ki bhuja zara

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa

aankhe mila baho me aa jine ka ye maza naya

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa

Explore this song