Roman script

hasin hasin wadiyo, hasin hasin wadiyo

unse ye kaho aa gaya hai wo 

jiska tumko tha intjar 

hasin hasin wadiyo

mausam dekh mujhe leke chala aaya hai yaha

haye, mausam dekh mujhe leke chala aaya hai yaha

lekin sapno ki rani jane chhupi hai kaha

arey, mausam dekh mujhe leke chala aaya hai yaha

jane wo bekhabar aayegi kab nazar pahli bar

hasin hasin wadiyo, hasin hasin wadiyo

unse ye kaho aa gaya hai wo 

jiska tumko tha intjar

hasin hasin wadiyo, hasin hasin wadiyo

Explore this song