Roman script

haseen raat sitaro se huaa karti hain 

ye dil ki bat isharo se hua karti hain 

haseen raat sitaro se huaa karti hain 

ye dil ki bat isharo se hua karti hain 

chhupa ke laai hain, dono jaha aankho me 

chhupa ke laai hain, dono jaha aankho me 

nazar me tum ho duniya hain jawaa aankho me 

nazar jawan nazaro se huaa karti hain 

haseen raat sitaro se huaa karti hain 

ye dil ki bat isharo se hua karti hain 

main kya karun ki hain yado ka kaam lad jana 

main kya karun ki hain yado ka kaam lad jana 

jara si chhed se sarkar mat bigad jana 

jara si chhed se sarkar mat bigad jana 

gulo se chhed baharo se huaa karti hain 

haseen raat sitaro se huaa karti hain 

ye dil ki bat isharo se hua karti hain 

har ek geet mohabbat ka dard rahta hain 

har ek geet mohabbat ka dard rahta hain 

koi kahata hain, magar kaun nahi kahata hain 

ye bhul wo hain hazaro se huaa karti hain 

haseen raat sitaro se huaa karti hain 

ye dil ki bat isharo se hua karti hain 

haseen raat sitaro se huaa karti hain 

ye dil ki bat isharo se hua karti hain

Explore this song