Roman script

hasi raat me allah kasam

o hasi raat me allah kasam

mulakat me allah kasam

akele the hum dono sanam

zamane ko kaise khabar ho gayi

ye duniya idhar se udhar ho gayi

ye duniya idhar se udhar ho gayi

kaise ye duniya idhar se udhar ho gayi

ye duniya idhar se udhar ho gayi

hasi raat me allah kasam

mulakat me allah kasam

hasi raat me allah kasam

mulakat me allah kasam

akele the hum dono sanam

hume jisne dekha suna kaun hai 

bata shkhs wo tisra kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

o hasi raat me allah kasam

mulakat me allah kasam

hasi raat me allah kasam

kisi ne kah diya hoga

kisi ne sun liya hoga

kisi ne kah diya hoga

kisi ne sun liya hoga

ise ab raaj rahne do

na chhedo saj rahne do

kisi ka naam kya lena

karo yajam kya lene

karo yajam kya lene

karo yajam kya lene

ho piyo piyo meri nigaho se

karo tauba gunaho se

karo tauba gunaho se

inhi do char baato me 

yu hi bekar baato me

inhi do char baato me 

yu hi bekar baato me

hasi raat sari zehar ho gayi

ye duniya idhar se udhar ho gayi

ye duniya idhar se udhar ho gayi

kaise ye duniya idhar se udhar ho gayi

ye duniya idhar se udhar ho gayi

badi masum hai jana

muje malum hai jana

badi masum hai jana

muje malum hai jana

taluk tera hai jinse 

presha hai kayi din se

taluk tera hai jinse 

presha hai kayi din se

nahi achha kiya tune 

mujhe rusva kiya tune 

nahi achha kiya tune 

mujhe rusva kiya tune

sitaro ne najaro ne 

tujhe dekha hajaro ne 

kise milne tu jati hai

kise milkar tu aati hai

kise milne tu jati hai

kise milkar tu aati hai

kise milkar tu aati hai

kise milkar tu aati hai

wo humraaz wo humnawa kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

galtfahmi hai ye chodo

ye najuk dil na yu todo

ye dil hargij na tutega 

magr mujrim na chhutega

karo kuch pyar ki baate

nigahe yaar ki baatein

hasi tere bahane hai

magr hum bhi diwane hai

najar kyo jhuk gayi teri

juba kyo ruk gayi teri

najar kyo jhuk gayi teri

juba kyo ruk gayi teri

bata kaun hai bata kaun hai wo

bata kaun hai 

bata shkhs wo tisra kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

bata shkhs wo tisra kaun hai

Explore this song