Roman script

hari ke gun gaau main, gaau main

prabhu ke gun gaau main, gaau main

man ki aasha puri karo sab

mori vipdaa aan haro

man ki aasha puri karo sab

mori vipdaa aan haro

dagmag dole mori naiya

dagmag dole mori naiya

aap hari aa bano khiwaiya

bal bal jaau main, gaau main

bal bal jaau main, gaau main

prabhu ke gun, hari ke gun

prabhu ke gun gaau main, gaau main

hari ke gun gaau main, gaau main

kisko man ki baat sunaau

kiske dwar prabhu main jaau

kisko man ki baat sunaau

kiske dwar prabhu main jaau

pal me maro, pal me taaro

pal me maro, pal me taaro

aap bigado aap sanwaro

aap bigado aap sanwaro

kis bigdi jaau main, gaau main

kis bigdi jaau main, gaau main

prabhu ke gun, hari ke gun

prabhu ke gun gaau main, gaau main

hari ke gun gaau main, gaau main

Explore this song