Roman script

har saajan ki ek gori hai

chanda ke sath chakori hai

aa mere pass khadi ho ja

kya khub humari jodi hai

chudiya oye chudiya chudiya

hoye, chudiya banti hai dukano me

chudiya banti hai dukano me

jodiya upar aasmano me

chudiya banti hai dukano me

jodiya upar aasmano me

lo ji ek aur diwane ka

lo ji ek aur diwane ka

naam likh lo diwano me

chudiya banti hai dukano me

jodiya upar aasmano me

heere aur moti anmol

mitti ka nahi hai kuch mol

khud ko tarazu me tu tol

tol jaanu, mai na janu mol

aisa kaahe hota hai bol

dil mera jata hai dol

chumte hai jab tere gaalo ko

chumte hai jab tere gaalo ko

jhumke ye jhumke tere kano me

chudiya banti hai dukano me

jodiya upar aasmano me

pahle tu karegi inkar

fir tu karegi ikrar

aise hoga tera mera pyar

karna nahi mera intjar

mera nahi koi aitbar

jaane kaun mera dildar

kuch bhi ho, kabhi jal sakti nahi

kuch bhi ho, kabhi jal sakti nahi

ek shama do parvano me

sidhiya lagti hai makano hai

yaariya nahi hoti anjano me

mere jaisa ek naujawan to bata

dundh ke hazaro naujawano me

chudiya banti hai dukano me

jodiya upar aasmano me

chudiya banti hai dukano me

jodiya upar aasmano me

Explore this song