Roman script

har mahfil me mera charcha aam hua hai

shahar ki har galiyo me mera naam hua hai

koi kya jane kya mera anjam hua hai 

shahar ki har galiyo me mera naam hua hai

shahar ki har galiyo me mera naam hua hai

har mahfil me

mere dil ki jwala to us din bujhegi 

mere dil ki jwala to us din bujhegi 

jis din sitamgar ki hasti mitegi 

bade julm jalim ne dhaye jaha par 

kai naujawano ko choda mita kar 

kai naujawano ko choda mita kar 

vo jalim to duniya me badnaam hua hai

sholo pe chalta hu mai muskura ke 

sholo pe chalta hu mai muskura ke 

hasta hu apne lahu ko baha ke 

jo mujhse takrane aata hai yaro 

nahi jinda bach ke vo jata yaro 

nahi jinda bach ke vo jata yaro 

meri takat se har dushman nakam hua hai 

shahar ki har galiyo me mera naam hua hai

shahar ki har galiyo me mera naam hua hai

shahar ki har galiyo me mera naam hua hai

shahar ki har galiyo me mera naam hua hai

shahar ki har galiyo me mera naam hua hai

shahar ki har galiyo me mera naam hua hai

Explore this song