Roman script

memories never fade away

memories never fade away

har mausam ho pyar ka mausam

har aalam ho pyar ka aalam

inn lamaho me chalo ji le hum 

sadiyo ki ye jindagi

har mausam ho pyar ka mausam

har aalam ho pyar ka aalam

jab bhi tanha aksar mai khud ko pata hu

teri yado ki khushbu me kho jata hu

ho jab bhi tare dekhe hum apni kismat ke

tu najare dikhlaye mujhko jannat ke

kitane bhi ho ye fasale

najdik tum phir bhi rahe

har mausam ho pyar ka mausam

har aalam ho pyar ka aalam

bin tumhaare ik pal sadiyo sa lagta hai

koi gehara tumase dil ka ye rishta hai

ho ho ho lab hai mere par baate teri karte hai

aankhe meri par inme tere sapne hai

ik nind me sau khwab hai

har khwab me tu hi rahe

har mausam pyar ka mausam

har aalam pyar ka aalam

har mausam ho pyar ka mausam

har aalam ho pyar ka aalam

Explore this song