Roman script

har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

koi daulat ka diwana koi pyar ka parwana

ha sohrat ki kisi ko talash hai

har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

har aankh me ek raaz hai

har dil me aas hai

mitthi nahi sadiyo se jo

kaisi ye pyas hai

har aankh me ek raaz hai

har dil me aas hai

mitthi nahi sadiyo se jo

kaisi ye pyas hai

har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

koi daulat ka diwana koi pyar ka parwana

ha sohrat ki kisi ko talash hai

har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

har ek pal anjaan hai hairan hai sabhi

agle kadam kis waqt kya karwat le zindagi

har ek pal anjaan hai hairan hai sabhi

agle kadam kis waqt kya karwat le zindagi

har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

koi daulat ka diwana koi pyar ka parwana

ha sohrat ki kisi ko talash hai

har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

Explore this song