Roman script

har kisi ko nahi milta

yaha pyar zindagi me

pyar zindagi me

har kisi ko nahi milta

yaha pyar zindagi me

khushnasib hai wo jinko hai mili

ye bahar zindagi me

har kisi ko nahi milta

yaha pyar zindagi me

pyar zindagi me

hotho se honth mile na bhale

chahe mile na bahe baho se

hotho se honth mile na bhale

chahe mile na bahe baho se

do dil jinda rah sakte hai

chahat ki bhari nigaho se

chahat ki bhari nigaho se

har kisi ko nahi milta

yaha pyar zindagi me

har kisi ko nahi milta

yaha pyar zindagi me

pyar zindagi me

zulfo ke naram andhere hai

zismo ke garam ujale hai

zulfo ke naram andhere hai

zismo ke garam ujale hai

jite ji hum ko pyar mila

hum dono kismatwale hai

hum dono kismatwale hai

har kisi ko nahi milta

yaha pyar zindagi me

har kisi ko nahi milta

yaha pyar zindagi me

pyar zindagi me

khushnasib hai wo jinko hai mili

ye bahar zindagi me

har kisi ko nahi milta

yaha pyar zindagi me

pyar zindagi me

pyar zindagi me

lyrics typed by: rekha panghal

Explore this song