Roman script

sab mein dekha sab mein jaana ye pahchana aur 

ye thaana zindagi to hai muqabla

jise jeet ke dikhana mein shayana hu begana

leke aaya tha tarana aur ye gaana jaise karma

sunke laga tujhko lama roz ka drama aur hungama

mere piche rahte mama jaise mere jeb mein ganja

kuch galta hai ye manjra wo kahte chhote jana

fat fat se tu saman la chal aata khup zhala

phir aayi ye ujaala main nirala tha anjaana

apne aap ko sambhala apne aap ko sudhara

maine badli meri dhaara apne aap se juda tha

main tha jeet ke bhi haara maa baap mein khuda hai

ye pahchana aur ye mana aur nibhata hu main wada

jo kamaaya sidha aadha parivaar pahle aata

mera pyar meri maata thoda dum na chilum

poori kare meri aasha mere gum aur sitam 

main ho dhuye mein udata

jo bhi galat wo bhi sahi hai

aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai

har gum mein khushi hai jo bhi galat wo bhi sahi hai

aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai

har gum mein khushi hai jo bhi galat wo bhi sahi hai

aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai

har gum mein khushi hai

jo bhi galat wo bhi sahi hai

aur ye ek alag zindagi hai talab si lagi hai

har gum mein khushi hai talab talab talab

har gum mein khushi hai talab lagi hai

talab lagi hai talab lagi hai har gum mein khushi hai

jispe rakhte hum bharosa wohi deta hume dhokha

ye jo mauka tune chhoda usne pakda mara chauka

jo na hona wo hai hota jo na hota wo hai hona

agar saath hai sapno ka sar pe haath hai apno ka

kal kya hoga ye na socha maa kasam main tha tang

mere yaar mere sang apne aap mein magan

wo to khud ki bhi na sune apna style hai dabang

mere shahar mein dum main hu ha ji malang

hai alag mera dhang aur dimag rahta bhang

nakli rappero ko dung when i live at umang

main hu sahi ya galat aake lelo mera

ja tu mar bolti banh ab na baj chalta ban

aur haqqeqat se lad tu to kabhi na palat

tu parakh tu samajh tu to kabhi na bhatak

jeet aur haar se sikha main hu sabse saras

tu bhi maar ke dikha ab to jaan apna sach

jo bhi galat wo bhi sahi hai aur ye ek alag zindagi hai

talab si lagi hai har gum mein khushi hai

jo bhi galat wo bhi sahi hai

aur ye ek alag zindagi hai

talab si lagi hai har gum mein khushi hai

jo bhi galat wo bhi sahi hai

aur ye ek alag zindagi hai

talab si lagi hai har gum mein khushi hai

jo bhi galat wo bhi sahi hai

aur ye ek alag zindagi hai

talab si lagi hai har gum mein khushi hai

talab talab talab har gum mein khushi hai

talab lagi hai talab lagi hai

talab lagi hai har gum mein khushi hai

Explore this song