Roman script
har ghadi bekhudi, har ghadi bebasi, dil bhi bekarar hain kya yahi pyar hain kya yahi pyar hain naa yaha nind hai, naa waha chain hain, dil bhi bekarar hain kya yahi pyar hain kya yahi pyar hain mohabbat kaise huyi, yeh chaahat kaise huyi mohabbat kaise huyi, yeh chaahat kaise huyi koyi bhi naa jaane yeh kab ho jaaye jawa dil dhadake gjab ho jaaye har ghadi kisi ka intzaar hota hain ha yahi hota hain jab pyar hota hain har ghadi bekhudi, har ghadi bebasi, dil bhi bekarar hain kya yahi pyar hain kya yahi pyar hain yeh waada nibhaaoge tum, mujhe yu hi chaahoge tum yeh waada nibhaaoge tum, mujhe yu hi chaahoge tum jab tak meri yeh saans chalegi, teri ulfat ki yeh shamma jalegi pyar me kya jina dushwaar hota hain ha yahi hota hain jab pyar hota hain har ghadi bekhudi, har ghadi bebasi, dil bhi bekarar hain kya yahi pyar hain kya yahi pyar hain naa yaha nind hai, naa waha chain hain, dil bhi bekarar hain kya yahi pyar hain kya yahi pyar hain kya yahi pyar hain kya yahi pyar hain
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Anuradha Paudwal
- Film / album: Saathi (1991)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Aditya Pancholi
- Actor: Varsha Usgaonkar
- Actor: Mohsin Khan
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Shashi Kiran
- Actor: Anuradha Paudwal
- Actor: Soni Razdan
- Actor: Raju Shreshta
- Actor: Kader Khan
- Actor: Asrani
singer: Udit Narayan, Anuradha Paudwal