Roman script

har dil akela hai yaha pe har dil akela hai yaha pe

chahe duniya ka mela hal ha, chahe duniya ka mela hai

sab kehne ko apne hai sab kehne ko apne hai

fir bhi dil suna hai suna suna re

fir bhi dil suna hai har dil akela hai yaha pe yaha pe

inderdhanush ka bana ke guitar

satrangi geeto ka chedu mai taar

uche neche sur sajaye zindagi jhankar laye

dhol kismat sa nachaye ashk dil sarangi gaaye

madmastiya hai sab jawa

hassi ki kashtiya hai yaha

fir bhi dil suna hai suna 

fir bhi dil suna hai har dil akela hai yaha pe

jeetne ki hod hai lambi dohd hai

haa ye shoki sadak hai

shauhrat ke mod hai paisa khuda hai

har koi fida hai jeb khali to alvida hai

ishq jogan ki dilruba hai

duba jo isme, aashiq tabha hai 

milan mai khone ka nasha

falak ko chonde ka maja

fir bhi dil suna hai suna hai re

fir bhi dil suna hai

oo har dil akela hai yaha pe

chahe duniya ka mela hai mela hai re

chahe duniya ka mela hai

sab kehne ko apne hai sab kehne ko apne hai

fir bhi dil suna hai suna suna suna re

fir bhi dil suna hai

Explore this song