Roman script

tu had to na bad mundiya oye

tu had to na bad mundiya

har chiz ki had hoti hai

tu had to na bad mundiya

har chiz ki had hoti hai

ve hath mera chhad buddhya

har chiz ki had hoti hai

tu had to na bad mundiya

har chiz ki had hoti hai

inhe daulat ka nasha hai

pyar ki kimat puchhe

inhe daulat ka nasha hai

pyar ki kimat puchhe

ye ji se hua shikari

haar ki kimat puchhe

ho na maangu main takht hazara

na main sona chandi

o na maangu main takht hazara

na main sona chandi

ji bhar ke jo pyar de mujhko

main hu uski baandi

ke dilwale saude me

ke dilwale saude me har baat nagad hoti hai

ve hath mera chhad buddhya

har chiz ki had hoti hai

har chiz ki had hoti hai

jawani ruthi kabse budhapa inpe fida hai

jawani ruthi kabse budhapa inpe fida hai

ishq parwana lekin ab inki khas ada hai

o tere palle kya rakha hai

are aakhir tu kya dega

tere palle kya rakha hai

aakhir tu kya dega

bad ka had se badh jana tu 

kaam dawa ka dega

o kuch bhi nahi milta ha

oye kuch bhi nahi milta

jab niyat bad hoti hai

ve hath mera chhad buddhya

har chiz ki had hoti hai

tu had to na bad mundiya

har chiz ki had hoti hai

har chiz ki had hoti hai

Explore this song