Roman script

har aadmi ko biwi kaa gulam hona chahiye

har aadmi ko biwi kaa gulam hona chahiye

ghar me aate jate hi salam hona chahiye

pranam hona chahiye salam hona chahiye

pranam hona chahiye

are mood me ho ye laxmi ji, are mood me ho ye laxmi ji

sabhi sukhon ki data, sabhi sukhon ki data

par bigad jaye toh ban jaye saxat kalika mata, ha saxat kalika mata

mard ki halat mard hi jane koyi samajh naa paye

idhar hai biwi udhar naukari bich me jhole khaye

bechara bich me jhole khaye

biwi ko sambhale naukariya chhut jaye re

biwi ko sambhale naukariya chhut jaye re

naukariya sambhale to biwi rooth jaaye, biwi rooth jaaye

lekin lekin kuchh bhi ho jaye

are ghar ko banaye rakhane ko, ghar ko banaye rakhane ko

yeh kam hona chahiye, ghar ko banaye rakhane ko

shrimati ji ko bilkul aaram hona chahiye, aaram hona chahiye

aaj hamari shadi ki salagirah thi, tumhe ghar jaldi aana tha

ham dono ko bahar jana tha kisi bade hotal me khana tha

abb kaun banayega khana, khana pakayega tumhara divana

aaj aisa pakayunga  khana ungali chategi meri jana

maan jaayegi meri jaanejana

yeh aata hai ye shakkar hai yeh daal hai ye chaval hai 

ye aaloo hai adrak hai mirchi hai nimboo hai pyaaz hai baingan

taaze tmatar ye iska father and ye iski daughter

ya hai kela yeh keli karela kareli

yeh muli bichari akeli akeli

khana chatapata aur masaledar

abb aa jao meri sarakar tumhe pukare

pahale aap naa naa naa pahale aap, har aadmi ko biwi kaa

Explore this song