Roman script

haq allah, haq allah, haq allah, haq allah

nur allah, nur allah nur allah nur allah

ya allah, ya allah, ya allah, ya allah

tu allah, tu allah, tu allah, tu allah

haq allah, nur allah, ya allah, tu allah 

haq allah, nur allah, ya allah, tu allah 

kab mori par karogi naiya, mori par karogi naiya

kab mori par karogi naiya, mori par karogi naiya

hazrat nizamoddin oliya hazrat nizamoddin oliya

hazrat nizamoddin oliya

dikhiyan ke tum hi ho khawaiya

bhavsagar mein dole naiya

kab mori par karogi naiya, mori par karogi naiya

haq allah, nur allah, ya allah, tu allah

haq allah, nur allah, ya allah, tu allah

jina marna main nahi janu

maksat ko hi sab kuch manu

apni manzil pane ko main khak zamane bhar ki chhhanu

kadam kadam par bhul bhulaiya

haq allah, haq allah, haq allah, haq allah

kab mori par karogi naiya , mori paar karogi naiya

hazrat nizamoddin oliya hazrat nizamoddin oliya

hazrat nizamoddin oliya hazrat nizamoddin oliya

hazrat nizamoddin oliya hazrat nizamoddin oliya

tumhre sare rang nirale

samajh na paye duniya wale

apne har ek manzil par gum hain

sare musafir tumhre hawale sabke sar par tumhri chhaiya

haq allah, nur allah, ya allah, tu allah ahh

teri mang mein tare bhar dun

tujhko aaj suhagan kar dun teri mang mein tare bhar dun

tujhko aaj suhagan kar dun dur hata do sab andhiyara

sara jag kar do ujiyala bhar do jholi laaj rakhaiya

kab mori par karoge naiya par karoge naiya o khewaiya

haq allah, haq allah, haq allah, haq allah

nur allah, nur allah, nur allah, nur allah

ya allah, ya allah, ya allah, ya allah

tu allah, tu allah, tu allah, tu allah

Explore this song