Roman script

hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne aasu diye hai

use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna

jisne jine ke sahare chhin liye hai use maaf kabhi naa karna 

badle ki aag tan man ko jalaye hum sab ko rulaye 

na rakhana ise dil mein dabaye yaad apne ko aaye 

bachpan mein ye aag bujhalo aaj ki baat na kal par taalo 

bachpan mein ye aag bujhalo aaj ki baat na kal par taalo 

jis papi jis papi sitam din raat kiye hai 

use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna 

use maf kabhi na karenge hum badla leke rahenge

use maf kabhi na karenge hum badla leke rahenge

hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne asu diye hai

use maf kabhi na karna koi pap kabhi na karna

use maf kabhi na karna

aao mai banadu tumhe sacha sipahi thoda jaldi banao

desh ka ho bacha bacha sipahi hame ladna sikhado

kam ye or kisi ko na dena apna badla aap hi lena

kam ye or kisi ko na dena apna badla aap hi lena

phulo jaise dil o phulo jaise dil jisne kato se siye hai

use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna

hum veer jawan banenge julmo ke khilaf ladenge

hum veer jawan banenge julmo ke khilaf ladenge

hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne asu diye hai

use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna

dunia me sab ban jaye jo aise ban jaye jo aise 

dekhe burai fir rahti hai kaise fir rahti hai kaise

waqt badalte der na lage tabhi sawera jab hum jage

waqt badalte der na lage tabhi sawera jab hum jage

kal ki khushiya ho kal ki khushiya to sari tumhare liye hai

koi pap kabhi na karna koi pap kabhi na karna

use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna

Explore this song