Roman script

hansi chandni bhigi bhigi hawayen 

hansi chandni bhigi bhigi hawayen 

ye ghadiya suhani kahi kho na jayen

ye ghadiya suhani kahi kho na jayen 

hansi chandni bhigi bhigi hawayen 

machalte seene me jajbaat aaja 

machalte seene me jajbaat aaja 

bulaati hai taaro bhari raat aaja 

bulaati hai taaro bhari raat aaja 

khamoshi ke lab pe hai sadaye 

khamoshi ke lab pe hai sadaye 

hansi chandni 

baharon ke saaye me aaram le le 

baharon ke saaye me aaram le le 

najar se mohabbat ka paigam le le 

najar se mohabbat ka paigam le le 

palat kar ye din raat aaye na aaye 

palat kar ye din raat aaye na aaye 

hansi chandni bhigi bhigi hawayen

hansi chandni

Explore this song