Roman script

jabse mila hu tujhse muskurata rehta hu

jo bhi milta hai mujhse sunata firta hu

dur rehna iss mayajaal se

warna tera jeena dushvar ho jaayega

hans mat pagli pyar ho jaayega 

hans mat pagli pyar ho jaayega

hans mat pagli pyar ho jaayega 

hans mat pagli pyar ho jaayega

main to ye sochta tha sochta tha bewajaha

khwabon ki khidki thi band ab ishq hoga bhi kya

tujhse yu thoda khul gaya hu main

yu teri ankhon mein ghul gaya hu main

ho jaise pani mein chandan hua dil 

ab kuch bhi karne ko taiyar ho jaayega

hans mat pagli pyar ho jaayega 

hans mat pagli pyar ho jaayega 

hans mat pagli pyar ho jaayega 

hans mat pagli pyar ho jaayega 

jaise nadiya main aaj kal balkhati chalti hu

teri nazar se darpan dekh kar nikalti hu

saji rahu tere khayaal se

to har din jaise tyohaar ho jaayega

hans mat pagle pyar ho jaayega 

hans mat pagle pyar ho jaayega 

hans mat pagle pyar ho jaayega 

hans mat pagle pyar ho jaayega 

tune khola mera aasmaan ek chaand roshan hua

khali sa tha mann mera taaron ka aangan hua

baaton main teri kho gayi hu

badla mausam ya main nayi hu

kaise dur rahu tere khayaal se

ab har pal tera intezaar ho jaayega

hans mat pagle pyar ho jaayega

hans mat pagli pyar ho jaayega 

hans mat pagle pyar ho jaayega 

hans mat pagli pyar ho jaayega 

hans mat pagle pyar ho jaayega 

hans mat pagli pyar ho jaayega 

hans mat pagle pyar ho jaayega 

hans mat pagli pyar ho jaayega

Explore this song