Roman script

hamse rahoge kya hamesha khafa, maaf bhi kardo jana

man toh li hai hamne apni khata, maaf bhi kardo jana

dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 

ham hain sharminda galti hogi na ainda

dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhod o

dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 

ham hain sharminda galti hogi na ainda

hamse rahoge kya hamesha khafa, maaf bhi kardo jana

man bhi jao suno tumko kasam hai

kaisi yeh jidd hai kaisa sitam hai

milte ho jo kahi dekhte bhi nahi

man bhi jao suno tumko kasam hai

kaisi yeh jidd hai kaisa sitam hai

milte ho jo kahi dekhte bhi nahi

aisa bhi ruthna kya bhala dekho toh ek najar tum jara 

jo tum pe marta hai usaka hai abb hal kya

dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 

dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 

ham hain sharminda galti hogi na ayinda

hamse rahoge kya hamesha khafa, maaf bhi kardo jana

aise nikalo nahi tum humein dil se

chahne wale milte hain mushkil se

socho jara meherban paoge humsa kahan

aise nikalo nahi tum humein dil se

chahne wale milte hain mushkil se

socho jara meherban paoge humsa kahan

chhodo bhi tum yeh narajgi ao bhi karle ham dosti 

abb janey bhi do ki jo bhi huwa so huwa

dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 

dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 

ham hain sharminda galti hogi na ainda

hamse rahoge kya hamesha khafa, maaf bhi kardo jana

dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 

dekho yeh gussa chhod o, abb tum yeh kissa chhodo 

ham hain sharminda galti hogi na ayinda

hamse rahoge kya hamesha khafa, maf bhi kardo jana

Explore this song