Roman script

humari nagariya me aaye baso 

aaye baso banwari 

humari nagariya me aaye baso banwari 

aaye baso banwari aaye baso banwari 

humari nagariya me bhat bhat ke phul khile hai 

rut aai ati pyari 

aaye baso banwari aaye baso banwari 

bhat bhat ke phul khile hai 

rut aai ati pyari 

aaye baso banwari aaye baso banwari 

humari nagariya me 

rahe lakh lakh dukh man man me 

nahi pyas miti humre man ki 

rahe lakh lakh dukh man man me 

nahi pyas miti humre man ki 

barse nainan nadi jaise dhara naina nahi 

bhukh gayi in nainan ki 

barse nainan nadi kaise dhara naina nahi 

bhukh gayi in nainan ki

Explore this song