Roman script

hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum

yeh faisla jo dil ne kiya, yeh faisla jo dil ne kiya

yeh faisla jo dil ne kiya, toh yeh bhi naa socha kaun ho tum

dil hai ke manta nahi, iss dil pe kiska jor hai

teri or khincha ja raha hu, jane yeh kaisi dor hai

tumko hai kuchh ho gaya, aaho pe aahen bharate ho

divane ho tum divane, divani bat karte ho

ham toh chalo 

ham toh chalo divane sahi par, apni batao kaun ho tum

arre hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum

yeh faisla jo dil ne kiya, yeh faisla jo dil ne kiya

yeh faisla jo dil ne kiya, toh yeh bhi naa socha kaun ho tum

tumpe yakin aa gaya, yeh kaisa aitbar hai

kya hai yeh dil ki bebasi, ya nam iska pyar hai

yuhi nahi bechain hu, yuhi nahi betab hu

tumne dekha tha jo kal, mano wahi mai khwab hu

aankho ne aankho ne

aankho ne aankho me dekhkar, yeh pehchana kaun ho tum

hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum

yeh faisla jo dil ne kiya, yeh faisla jo dil ne kiya

yeh faisla jo dil ne kiya, tab yeh bhi naa socha kaun ho tum

arre hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum

Explore this song