Roman script

hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage

hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage

jab nigah mili sharam aayi khul na payi juban unke aage

ek uljhi hui si tamnna dil me kuch karwate le rahi hai

ek uljhi hui si tamnna dil me kuch karwate le rahi hai

dil me kuch karwate le rahi hai

unki baho ka lele sahara itni himmat kaha unke aage

hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage

hasrate arzuye umange jane kis rah par ja rahi thi

hasrate arzuye umange jane kis rah par ja rahi thi

jane kis rah par ja rahi thi unko dekha to manjil samjh kar

ruk gaya karwa unke aage hamne chaha magar kah na paye

pyar ki dasta unke aage

dekh kar ye jubani hamari kash wo jan le bat dil ki

dekh kar ye jubani hamari kash wo jan le bat dil ki

kash wo jan le bat dil ki hath failake kuch mangte hai

apni tanhaiya unke aage hamne chaha magar kah na paye

pyar ki dasta unke aage jab nigah mili sharam aayi

khul na payi juban unke aage

Explore this song