Roman script

tum dil ki baaton mein

aise na uljhi raho

tum dil ki baaton mein

aise na uljhi raho

haan main tumhara

hamesha, yahi tum kaho

haan main tumhara

hamesha, yahi tum kaho

tum dil ki baaton mein

aise na uljhi raho

tum dil ki baaton mein

aise na uljhi raho

main ye jaanu na is pyaar mein

der kitni sahi

mil sake jo na, kaisa raasta

kitna bhi mushkil sahi

mile kinare se nadiya

wo chehra buno

haan main tumhara

hamesha, yahi tum kaho

tum dil ki baaton mein

aise na uljhi raho

tum dil ki baaton mein

aise na uljhi raho

jitna dard hai, utna chain bhi

jalne mein kitna maja

ek aas mein kitni pyaas hai

kahan chhupi hai wafa

kuch na sunake, kaha jo

wo dhun phir kaho

haan main tumhara

hamesha, yahi tum kaho

tum dil ki baaton mein

aise na uljhi raho

tum dil ki baaton mein

aise na uljhi raho

Explore this song