Roman script

tumse nahi gila ke tum begane ho gaye

diwana humko hona tha diwane ho gaye

hame to khushi hai tumhe dil diya tumhe dil diya

mohabbat ka hamko sila mil gaya

mohabbat ka hamko sila mil gaya

hame to khushi hai tumhe dil diya tumhe dil diya

mohabbat ka hamko sila mil gaya

mohabbat ka hamko sila mil gaya

kasam hai hamari ke hamko bhula do

magar aaj ke din jara mushkura do

kasam hai hamari ke hamko bhula do

magar aaj ke din jara mushkura do

sitaro se bhar do hamara bhi daman

hamari bhi rate kabhi jagmaga do

hase tum to dil ka kamal khil gaya kamal khil gaya

mohabbat ka hamko sila mil gaya

mohabbat ka hamko sila mil gaya hame to khushi hai

bahut hai hamare liye ye sahare

ke sar ho hamara kadam ho tumhare

bahut hai hamare liye ye sahare

ke sar ho hamara kadam ho tumhare

na aaya hame dil se dil jeet lena

mohabbat ki bazi me hum dil ko hare

salamat raho tum yahi hai dua yahi hai dua

mohabbat ka hamko sila mil gaya

mohabbat ka hamko sila mil gaya hame to khushi hai

yahi hai tamanna ke madhoshiya ho

mile lab se lab or khamoshiya ho

yahi hai tamanna ke madhoshiya ho

mile lab se lab or khamoshiya ho

na ho darmaiya aaj koi hamare

ke behoshiyo ko bhi behoshiya ho

jara tham lena ke bismil gaya ke bismil gaya

Explore this song