Roman script

mahi mahi motiyawala, mera sona dachiyawala

mahi mahi motiyawala, mahi mahi motiyawala

hame jabse mohabbat ho gayi hai

yeh duniya khubsurat ho gayi hai

hame jabse mohabbat ho gayi hai

yeh duniya khubsurat ho gayi hai

hame jabse mohabbat ho gayi hai

fijao me nayi ek roshni hai

hawao me ajab si tajagi hai

tum iss vadi me mujhse mil rahi ho

jamin lagta hai jaise ga rahi hai

nayi rut ki mahurat ho gayi hai

yeh duniya khubsurat ho gayi hai

hame jabse mohabbat ho gayi hai

hai lipti dhund me dilkash najare

nadi khamosh hai chup hain kinare

hai ek chhoti si kashti aur ham hain

chale jate hain lehro ke sahare

suhani abb lo sangat ho gayi hai

yeh duniya khubsurat ho gayi hai

hame jabse mohabbat ho gayi hai

yeh duniya khubsurat ho gayi hai

hame jabse mohabbat ho gayi hai

mahi mahi motiyawala, mera sona dachiyawala

mahi mahi motiyawala, mahi mahi motiyawala

Explore this song