Roman script

hame deke jana nishani tumhari

ho nishani tumhari

ha nishani tumhari

rahegi nishani, nishani tumhari

ho nishani tumhari

ha nishani tumhari

hame deke jana nishani tumhari

ho nishani tumhari

ha nishani tumhari

dilo ki ye duniya

dilo ki ye duniya na barbad karna

dilo ki ye duniya

dilo ki ye duniya

bhulana na hamko kabhi yaad karna

ha kabhi yaad karna

bhulana na hamko kabhi yaad karna

ha kabhi yaad karna

yahi yaad hogi ha yahi yaade hogi

yahi yaade hogi

nishani tumhari ho nishani tumhari

ha nishani tumhari

hame deke jana nishani tumhari

ho nishani tumhari

ha nishani tumhari

thi ek kali, dil kali me chatak kar

thi ek kali, dil kali me chatak kar

masal dala kisne

masal dala kisne

khilona samjh kar ha khilona samjh kar

isi me chhupa hai

Explore this song