Roman script

hamari gali aana achha ji hame na bhulana acha ji

hamari gali aana achha ji hame na bhulana acha ji

jab se mili hai nigahe chamki hai mohabbat ki rahe

jab se mili hai nigahe chamki hai mohabbat ki rahe

sunlo tumhe ham chahe sunlo tumhe ham chahe

dekho ye wada nibhana hamari gali aana acha ji

dekho ye wada nibhana hamari gali aana acha ji

hame na bhulana acha ji dil me tumhi ho samaye

or mere khyalo pe chaye dil me tumhi ho samaye

or mere khyalo pe chaye hamko bhi chain na aaye

achha ji hamko bhi chain na aaye mohabbat ka hai ye jamana

hamari gali aana acha ji mohabbat ka hai ye jamana

hamari gali aana acha ji hame na bhulana acha ji

naiya hai tere hawale o majhi mere matwale

naiya hai tere hawale o majhi mere matwale

ham hai tere rakhwale acha ji ham hai tere rakhwale

nayya kinare lagana hamari gali aana acha ji

nayya kinare lagana hamari gali aana acha ji

hame na bhulana acha ji

hamari gali aana acha ji hame na bhulana acha ji

Explore this song