Roman script

pas aaye duriya phir bhi kam na hui 

ek adhuri si hamari kahani rahi

aasmaan ko zameen ye jaruri nahi 

ja mile ja mile ishq sacha wohi

jisko milti nahi manzile manzile

rang the noor tha jab kareeb tu tha

ek jannat sa tha ye jaha aa 

waqt ki ret pe kuch mere naam sa

likh ke chod gaya tu kaha

hamari adhuri kahani hamari adhuri kahani

hamari adhuri kahani hamari adhuri kahani

khushbuo se teri yuhi takra gaye

chalte chalte dekho na aa 

hum kaha aa gaye jannte gar yahi

tu dikhe kyu nahi chand suraj sabhi

hai yaha intezar tera sadiyo se kar raha 

pyasi behti hai kab se yaha

hamari adhuri kahani hamari adhuri kahani

hamari adhuri kahani hamari adhuri kahani

pyaas ka ye safar khatam ho jayega

kuch adhura sa jo tha pura ho jayega

jhuk gaya aasmaan mil gaye do jaha

har taraf hai milan ka sama

doliya hai saji khushbuye har kahi

padhne aaya khuda khud yaha

hamari adhuri kahani hamari adhuri kahani

hamari adhuri kahani hamari adhuri kahani

Explore this song