Roman script

hamare dard ka kissa jamane se nirala hai

jamane se nirala hai

hame sarkar ke saiyad ne ghar se niakal hai 

hame ghar se niakal hai

ye dukh sah bhi nahi sakte

ke dukhade bhi nahi katate

kayi majburiya de ke

ke kuch kah bhi nahi sakte

bahut najo se dil par ye

bahut najo ka tala hai

tadpana chahta hai dil

magar tadpa nahi jata

tadpana chahta hai dil

magar tadpa nahi jata

kahani munh par gam ki 

magar bola nahi jata

juba dekar hame bedard ne 

hame kanto mein dala hai

hame kanto mein dala hai

jamne ki shikayat hai 

dukhe dil ki kahani hai 

in aankho mein ek khamosh

fariyad jamane hai

wahi aansu tere charno mein 

lakar hamne daala hai

hame ghar se nikala hai

Explore this song