Roman script

hamara hal ham kya bataye 
pas aoge toh jan jaoge 
hamara hal ham kya bataye 
pas aoge toh jan jaoge
tadap dil ki ham kya bataye 
dil lagaoge toh jan jaoge
hamara hal ham kya bataye 
pas aoge toh jan jaoge
tumse yeh kehana hai yeh sham hame de do
kuchh bhi khata kar lo iljam hame de do
tumse yeh kehana hai yeh sham hame de do
kuchh bhi khata kar lo iljam hame de do
tum rat bhar meri baho me kho jao bas mere ho jao
yeh jo ikrar sang ji liye toh 
jindagi bhar na bhul paoge
hamara hal ham kya bataye 
pas aoge toh jan jaoge
tadap dil ki ham kya bataye 
dil lagaoge toh jan jaoge
hoto se hoto ki shabnam chura lo tum
iss rat me jal jal ke har ag bhujha lo tum
hoto se hoto ki shabnam chura lo tum
iss rat me jal jal ke har ag bhujha lo tum
yeh jism pyasa hai 
barish jara kar do khwaish meri samjho
yeh dil ki bat hamko yakin hai 
dhire dhire tum man jaoge
hamara hal ham kya bataye
pas aoge toh jan jaoge

Song details