Roman script

humdam pyara pyara hai ye mausam

mausam aao is ka maja le hum

gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar

kar le hum se thoda pyar

na kar jara bhi inkaar

gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar

kar le hum se thoda pyar

na kar jara bhi inkaar

bas baat yahi sujhe tujhe

tu to thodi pagal lage mujhe

mere raja tu raja, teri rani hu main

tu sayana mana par teri diwani hu main

pyar se tu dekh teri dilbar jani hu main

na main raja na hi tu hai koi rani chhod ye kahani

sapno me kahi dhal hi na jaye teri ye jawani

gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar

kar le hum se thoda pyar

na kar jara bhi inkaar

gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar

kar le hum se thoda pyar

na kar jara bhi inkaar

bas baat yahi sujhe tujhe

tu to thodi pagal lage mujhe

dekho dekho jawani ke pal do pal

ha socho socho rahenge na pal ye kal

baaho me baahe dale pyar ke raste chal

tere mere raste kabhi bhi na mile hai yahi dua

sang tere mujhe kabhi bhi na jana chhod pichha mera

gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar

kar le hum se thoda pyar

na kar jara bhi inkaar

gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar

kar le hum se thoda pyar

na kar jara bhi inkaar

bas baat yahi sujhe tujhe

tu to thodi pagal lage mujhe

humdam pyara pyara hai ye mausam

mausam aao is ka maja le hum

gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar

kar le hum se thoda pyar

na kar jara bhi inkaar

gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar

kar le hum se thoda pyar

na kar jara bhi inkaar

Explore this song