Roman script

ham to mohabbat karega,

duniya se nahi darega,

chaahe ye zamana kahe,

chupake se aap to,

dil leke chale jaate hai,

pichhe pichhe diwane,

phir bhi chale aate hai 

meri juti se

jutaa paalish karega, 

lekin tum par marega

chaahe ye zamaana kahe,

thokar se aur bhi,

armaa ye java hote hai,

duniya me ham jaise,

aashiq bhi kaha hote hai	

are vaah re majnu

laila laila karega,

thadi aahe bharega,

chaahe ye jamana kahe,

dur ho ho ke aji,

yu na sataao hamko,

ham jiye kaise bhala,

ye to bataao hamko 

dub maro

dubega nahi tairega,

pyaar se ham nahi darega,

chaahe ye zamana kahe

da da da da dadada

ham to mohabbat karegaa

da da da da dadada

Explore this song