Roman script

ham to hai chhuimui ib kaa kare o bhanvraa banke 

o bhanvraa banke aae gae ho 

ham to hai chhuimui ib kaa kare 

o bhanvraa banke o bhanvraa banke aae gae ho

dekhe wo hamka aisi nazar se dekhe wo hamka

dekhe wo hamka aisi nazar se 

kaise bataye naazuk saa jiyaara chhaliyaa banake 

chhaliyaa banake aae gae ho

ham to hai chhuimui ib kaa kare 

o bhanvraa banke o bhanvraa banke aae gae ho

ib to sajaaile julfo me apni ib to sajaaile 

ib to sajaaile julfo me apni

mushqil me pad gai haay raamaa 

ho phulavaa banake phulavaa banake  aae gae ho

ham to hai chhuimui ib kaa kare 

o bhanvraa banke o bhanvraa banke aae gae ho

maaraa hai bairi ne dank aisaa maaraa hai bairi ne

maaraa hai bairi ne dank aisaa 

nasnas me bhar dalaa hai zahar

bichchhuaa banake bichchhuaa banake aae gae ho

ham to hai chhuimui ib kaa kare 

o bhanvraa banke o bhanvraa banke aae gae ho

hamakaa vo bole ras ki bhari ho hamakaa vo bole

hamakaa vo bole ras ki bhari ho 

besharam aisi batiyaa kare hai rasiyaa banke 

rasiyaa banke aae gae ho 

ham to hai chhuimui ib kaa kare 

o bhanvraa banke o bhanvraa banke aae gae ho

hamaka banale apani dulhaniyaa hamaka banale

hamaka banale apani dulhaniyaa

baabul se hamare puchhe binaa

o dulhaa banake dulhaa banake aae gae ho

ham to hai chhuimui ib kaa kare 

o bhanvraa banke o bhanvraa banke 

aaegae ho bhanvraa banke aae gae ho

Explore this song