Roman script

hum kitne nadan the yaro aaj ye samjhe aaj ye jana

sach hai agar to ek mohabbat juth hai baki sara fasana

hum kitne nadan the yaroa aj ye samjhe aaj ye jana

pad gaye jaise in aankho pe julm ke nafrat ke parde

jindagi tera mujrim hu mai ho sake to maf kar de

andhi rah ke andhe safar me bit gaya jine ka jamana

hum kitne nadan the yaro aaj ye samjhe aaj ye jana

ab ye mohabbat ka ahsaas hai ye to thodi jaan hai mujhme

aap hi main jiska katil hai jinda wo insan hai mujhme

khel ke arman hai kya kya ye to abhi dekhega jamana

hum kitne nadan the yaro aaj ye samjhe aaj ye jana

sach hai agar to ek mohabbat juth hai baki sara fasana

hum kitne nadan the yaro aaj ye samjhe aaj ye jana

Explore this song