Roman script

ham nakaab utha de agar waqt thahar jaayega 

ham jo bewafa huye hum jo behaya huye 

naseeb ki ye baat hai kuch humaari khata 

kuch aapka bhi haath hai 

ham jo bewafa huye hum jo behaya huye 

naseeb ki ye baat hai kuch humaari khata 

kuch aapka bhi haath hai 

ham jo bewafa huye

aapki choto ne hume sange dil bana diya 

aapki choto ne hume sange dil bana diya 

hum bade maasum the katil hume bana diya 

hum bade maasum the katil hume bana diya 

aapki nahi to ye kiski karaamaat hai 

aapki nahi to ye kiski karaamaat hai 

kuch humaari khata kuch aapka bhi haath hai 

ham jo bewafa huye

aag se khelega jo aag me jal jaayega 

aag se khelega jo aag me jal jaayega 

aapka hi teer hai ye aap pe chal jaayega  

aapka hi teer hai ye aap pe chal jaayega  

aapko lautaayenge aapki saugaat hai 

aapko lautaayenge aapki saugaat hai

kuch humaari khata kuch aapka bhi haath hai 

ham jo bewafa huye

aapki mahfil se ham yu naa chale jaayenge

aapki mahfil se ham yu naa chale jaayenge

jakhm diye aapne kuch ham bhi deke jaayenge

jakhm diye aapne kuch ham bhi deke jaayenge

aarju hai kya kaho aankhir ye baat hai 

aarju hai kya kaho aankhir ye baat hai 

kuch humaari khata kuch aapka bhi haath hai 

ham jo bewafa huye hum jo behaya huye 

naseeb ki ye baat hai kuch humaari khata 

kuch aapka bhi haath hai 

ham jo bewafa huye

Explore this song