Roman script
ham jante hai, ham jante hai tum hame naushad karoge todoge mera dil mujhe barbad karoge todoge mera dil mujhe barbad karoge dil phir bhi tumhe dete hai kya yad karoge kya yad karoge kya yad karoge na chain hame doge na tum shaad karoge na dard ki janjir se azad karoge na dard ki janjir se azad karoge dil phir bhi tumhe dete hai kya yad karoge kya yad karoge kya yad karoge julfo ki ghani chhanv ye gaalo ki hasi dhup jinda hai tere pyar se janam ye mera rup julfo ki ghani chhanv ye galo ki hasi dhup jinda hai tere pyar se janam ye mera rup kya kya na tere pyar ko dilbar diya hamne tu bund ka pyasa tha samandar diya hamne samandar diya hamne, malum hai malum hai khush rahke bhi fariyad karoge todoge mera dil mujhe barbad karoge dil phir bhi tumhe dete hai kya yad karoge kya yad karoge kya yad karoge ek dil hi nahi sara safar hamne diya hai kya kya naa tumhe jane jigar hamne diya hai mangi thi kali tumne nagar hamne diya hai arman kaa mahal pyar ka ghar hamne diya hai ghar hamne diya hai, malum hai malum hai tum ghar mera barbad karoge naa dard ki janjir se aajad karoge dil phir bhi tumhe dete hai kya yad karoge kya yad karoge kya yad karoge ham jante hai, ham jante hai tum hame naushad karoge todoge mera dil mujhe barbad karoge todoge mera dil mujhe barbad karoge dil phir bhi tumhe dete hai kya yad karoge kya yad karoge kya yad karoge
Song details
- Singer: Vinod Rathod
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Khilona (1996)
- Composer: Naresh Sharma
- Lyricist: Zafar Gorakhpuri
- Actor: Ayub Khan
- Actor: Aditya Pancholi
- Actor: Mohan Joshi
- Actor: Deepak Shirke
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Monica Bedi
Song video
singer: Vinod Rathod, Alka Yagnik