Roman script

saba ke bad chaman ka ajib haal hua 

saba ke bad chaman ka ajib haal hua

bahar aayi magar phul mushura na sake

ham apne gam ka fasana unhe suna na sake

jab unko samane paya to khud ko pa na sake 

khushi na ho to behal jaye gum se dil lekin 

wo kya karega jise gum bhi raas aa na sake

jab unko samane paya to khud ko pa naa sake

ham apne gham ka fasana unhe suna na sake

hai ek dag wo arshe wafa ke daaman par

hai ek dag wo arshe wafa ke daaman par

jo shyame hijr tarikhiya mita na sake

jab unko samane paya to khud ko pa na sake

ham apne gham ka fasana unhe suna na sake

jab unko samane paya to khud ko pa na sake

ham apne gham ka fasana unhe suna na sake

Explore this song