Roman script

halka sa ek nasha sa aankho pe chha raha hai 

dekha tumhe to ye dil kuch gunguna raha hai 

jage huye hai dekho ahsas aaj mere

duri mita ke aao tum pass aaj mere

jage huye dekho aehsas mere

duri mita ke aao tum pass aaj mere

mausam jawa jawa sa arma jaga raha

mausam jawa jawa sa arma jaga raha

dekha tumhe to ye dil kuchh gunguna raha hai 

halka sa ek nasha sa aankhon pe chha rha hai 

halka sa ek nasha sa

chhaya hua hai harshu kaisa ajab sa jadu 

aise mein kya rahega in dhadkano pe kabu 

aawaj de ke ye dil tumko bula raha hai

aawaj de ke ye dil tumko bula raha hai

dekha tumhe to ye dil kuch gunguna raha hai 

halka sa ek nasha sa aankho pe chha raha hai 

halka sa ek nasha sa

Explore this song