Roman script

halka sa ek nasha sa

aankho pe chha raha hai

halka sa ek nasha sa

aankho pe chha raha hai

dekha tune to yeh dil

kuch gunguna raha hai

halka sa ek nasha sa

aankho pe chha raha hai

halka sa ek nasha sa

jaage huye hai dekho 

ehsaas aaj mere

doori mita ke aao

tum paas aaj mere

mausam jawa jawa sa

armaan jaga raha hai

mausam jawa jawa sa

armaan jaga raha hai

dekha tune to yeh dil

kuch gunguna raha hai

halka sa ek nasha sa

aankho pe chha raha hai

halka sa ek nasha sa

chhaya hua hai har sun

kaisa gajab sajaa du

aise me kya rahega in

dhadkano pe kaabu

aawaz deke tumko

yeh dil bula raha hai

aawaz deke tumko

yeh dil bula raha hai

dekha tune to yeh dil

kuch gunguna raha hai

halka sa ek nasha sa

aankho pe chha raha hai

halka sa ek nasha sa

Explore this song