Roman script

halka halka sa ye nasha behka behka sa ye sama aa jaana 

aa jaana jaaneja aa jaana ye sama jaaye naa jaaye naa 

halka halka sa ye nasha

kyun bhala sapno ke pichhe dil mera apno ke pichhe khota hai 

khwaishe aawara banke tut jaaye taara banke hota hai 

hota hai kal magar beeta jo pal agar aaye naa aaye naa 

halka halka sa ye nasha behka behka sa ye sama aa jaana 

aa jaana jaaneja aa jaana ye sama jaaye naa jaaye naa 

halka halka sa ye nasha

jal uthe shola to kis mein jo chale hawa to kisne roka hai 

ho raha hai dil bekabu ye nahi aankho ka jaadu dhoka hai 

raahe dhuwa dhuwa manjil jaane kaha kho raha karva 

halka halka sa ye nasha behka behka sa ye sama aa jaana 

halka halka sa ye nasha behka behka sa ye sama aa jaana 

aa jaana jaaneja aa jaana ye sama jaaye naa jaaye naa 

halka sa

Explore this song