Roman script

hairan hu mai apki julfon ko dekhkar

hairan hu mai apki julfon ko dekhkar

inko ghata kahu 

inko ghata kahu toh ghataao ko kya kahu

hairan hu mai apki julfon ko dekhkar

tarif karna husn ki mardo ki hai ada

isko ada kahu 

isko ada kahu to adaao ko kya kahu

hairan hu mai apki julfon ko dekhkar

kitni hai kushnasib ye behki hui hawa

hathon me jiske reshami aanchal hai aapka

itna karib apke mai bhi na kyon hua

isko vafa kahu 

isko vafa kahu to vafao ko kya kahu

tarif karna husn ki mardo ki hai ada

isko ada kahu to adaao ko kya kahu

hairan hu mai apki julfon ko dekhkar

nagame mujhe bahar sunati rahi magar

uska meri javani pe kuchh na huwa asar

aawaj jab tumhari mere dil me utar gayi

koyal ki mithi mithi

koyal ki mithi mithi sadaao ko kya kahu

hairan hu mai apki julfon ko dekhkar

inko ghata kahu to ghataao ko kya kahu

tarif karna husn ki mardo ki hai ada

ranginiya hain gaalo ki jaise chaman ke phul

jo kuch janab sab hai mujhe kabul hai

bahake huye kadam hain to mahka huwa badan

tumko faja kahun 

tumko faja kahun toh fajaon ko kya kahu

tarif karna husn ki mardo ki hai ada

isko ada kahu toh adaao ko kya kahu

hairan hu mai apki julfon ko dekhakar

inako ghata kahu toh ghataao ko kya kahu

tarif karna husn ki mardo ki hai ada

tarif karna husn ki mardo ki hai ada

Explore this song