Roman script

hai ye wohi aasman

hai ye wohi aasman or hai wahi jami

par meri takdir ka ab wo jamana nahi

ab wo jamana nahi

hai ye wohi aasman or hai wahi jami

par meri takdir ka ab wo jamana nahi

ab wo jamana nahi

ab yahi kahta hai dil dur kahi ja baso

dur kahi ja baso

us jagah jaha koi apna paraya na ho

apna paraya na ho

hai ye wohi aasman or hai wahi jami

par meri takdir ka ab wo jamana nahi

ab wo jamana nahi

jinka mera sath tha chhod gaye rah me

chhod gaye rah me

kaise bulau unhe dard nahi aah me

dard nahi aah me

hai ye wohi aasman or hai wahi jami

par meri takdir ka ab wo jamana nahi

ab wo jamana nahi

sang the hum tum wo din lau kaha se bhala

lau kaha se bhala

bichde hue fir mile ab to yahi hai dua

ab to yahi hai dua

hai ye wohi aasman or hai wahi jami

par meri takdir ka ab wo jamana nahi

ab wo jamana nahi

hai ye wohi aasman

Explore this song