Roman script

kaise kahun kya baat hain 

aise to pahle hua na tha 

hathon mein hath honthon pe hoth 

aise to pahle chhua na tha 

boli main nadan thi main bilkul anjaan thi 

mushkil samjhaz se wahi saiy aasan thi 

aur man mein kya 

hain ye pyar gazab tere bin ab main ji na saku 

hai ye pyar gazab tu hi bata main kya karu

din mein nahi ab chain kahi 

raaton ko bhi ab neend nahi 

sanso mein tum dhadkan mein tum 

sapno mein tum bas gaye nas nas mein tum hi 

door nahi tum pas hi ho mahsus kiya 

rache har ahsaas mein 

hain ye pyar gazab tere bin ab main ji na saku 

hai ye pyar gazab 

manzil ho tum rasta tum hi tumse hain ye jindgani 

tum hi shuru tum hi khtam tum hi ho puri kahani 

har ghadi hai jadu bhari pal pal itraau main 

jab jab tum sang nahi tab tab ghabraau main 

aur bolu main kya 

hain ye pyar gazab tere bin ab main ji na saku 

hai ye pyar gazab tu hi bata main kya karu

din mein nahi ab chain kahi 

raaton ko bhi ab neend nahi 

sapno mein tum bas gaye nas nas mein tum hi 

door nahi tum pas hi ho mahsus kiya 

rache har ahsaas mein 

kahe dil se ye kahi hun main aur bolu main kya 

jani aur bolu main kya 

hain ye pyar gazab tere bin ab main ji na saku 

hai ye pyar gazab tu hi bata main kya karu

hain ye pyar gazab tere bin ab main ji na saku 

hai ye pyar gazab tu hi bata main kya karu

Explore this song