Roman script

hai yeh pal chanchal hai badi halchal
koi aise me chup na raho 
jise sunke sada, aaye subko maza koi aisi kahani kaho 
hai yeh pal chanchal hai badi halchal
koi aise me chup na raho 
jise sunke sada , aaye subko maza koi aisi kahani kaho 
andhe se takra ke , aankho wale ne kaha
kyu andhe kya tujko dikhta nhi rasta 
wo bola ho andha ki mai to hu andha 
magar tujhko kya ho gya 
ek murgi deti thi 
sone ka anda sada 
soch ke murakh ne usko katam kar diya 
ke ek sath ande nikalunga sare 
magar hath kuch  na laga 
hai yeh pal chanchal badi halchal
koi aise me chup na raho
jise sunke sada , aaye subko maza koi aisi kahani kaho  
ek buddu baitha tha jis ped ki daal pe 
khus tha wo aari se us daal ko  kaat ke 
ho aisa gira hoke lagda chala 
zindgi bhar wo ek taang pe 
ho aisa gira hoke lagda chala 
zindgi bhar wo ek taang pe
hai yeh pal chanchal hai badi halchal
koi aise me chup na raho 
jise sunke sada , aaye subko maza koi aisi kahani kaho 
la la la la la

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Shyamal Mitra